Bekhayali Song Lyrics - Kabir Singh | Sayantan

LYRICS Oo… Nazar ke aage har ik manzar Ret ki tarah bikhar raha hai Dard tumhaara badan mein mere Zeher ki tarah utar raha hai

Nazar ke aage har ik manzar Ret ki tarah bikhar raha hai Dard tumhaara badan mein mere Zeher ki tarah utar raha hai Ye jo log-baag hain Jungle ki aag hain Kyun aag mein jalun... Ye nakaam pyaar mein Khush hain haar mein Inn jaisa kyun banun oo.. Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye Main jo tumse door hoon Kyun door main rahoon Tera guroor hoon Aa tu faasla mita Tu khwaab sa mila Kyun khwaab tod doon oo.. Nazar ke aage har ik manzar Ret ki tarah bikhar raha hai Dard tumhaara badan mein mere Zeher ki tarah utar raha hai

Nazar ke aage har ik manzar Ret ki tarah bikhar raha hai Dard tumhaara badan mein mere Zeher ki tarah utar raha hai



Cover Song Credits:
Singer - Sayantan Lead Guitar - Souvik Roy Chowdhury Bass Guitar - Rahul Mishra Drums and percussion - Joy Dey Video Credits: Abhishek Chowdhury

Comments

Popular posts from this blog

What is the current best mobile phone to buy?

What happens at a hackathon?